Pro Audio Factory | Kendriya Vidyalaya Anthem | Bharat Ka Swarnim | KVS Theme Song 2021
Am C
Bharat ka swarnim gaurav
Em Am
Kendriya vidyalaya layega
D C
Takshashila, nalanda ka
G Am
Itihas lautkar aayega
D C
Shiksha upwan, ke naye phool
G F
Sanskriti sarita ke naye phool
Am D
Hum jyoti deep jagriti prabhut
C G Em Am
Hut jao tam ke dhool shool
D
Tamso ma jyotirgamaya
C
Tamso ma jyotirgamaya
Em
Tamso ma jyotirgamaya
Am
Yeh mantra vishwa me chhayega
Bharat ka swarnim gaurav
Kendriya vidyalaya layega
D C
Tan anek par ek pran
G F
Swar anek par ek gaan
Am D
Hum kan kan par chhaa jayenge
C G Em Am
Bankar bharat ka swabhiman
D
Tat twam pushna apavrinu
C
Tat twam pushna apavrinu
Em
Tat twam pushna apavrinu
Am
Ka chhand jyoti barsayega
Bharat ka swarnim gaurav
Kendriya vidyalaya layega
Takshashila, nalanda ka
Itihas lautkar aayega
Views: Today 2 | Total 531